Sad shayaris are a form of Hindi poetry that express emotions of sorrow, heartache, and melancholy. They are often written in a rhyming couplet format and use metaphors and similes to convey the depth of the speaker’s emotions. Sad shayaris are a powerful way to express and cope with feelings of sadness and can provide comfort to those who are going through difficult times.
A common theme in sad shayaris is unrequited love. Shayaris about lost love often express feelings of heartbreak, longing, and regret. For example, one such shayari may go like this:
“वो तो गए चले, अब मुझे याद होते हैं,
तन्हाईओं की बहारों से, मेरे प्यार के बिना होते हैं।”
(Translation: They have left, but still remain in my memories,
The emptiness of loneliness, without my love’s presence)
Another common theme in sad shayaris is the idea of separation. Shayaris about separation often express feelings of loss, sadness, and loneliness. For example:
“अकेला होना तो सबसे अधिक दुःख देता है,
प्यार में तुम्हें पाने की उम्मीद देता है।”
(Translation: Being alone is the saddest of all,
The hope of finding love gives pain)
Sad shayaris can be a source of comfort and solace for those who are feeling sad. They allow people to express their emotions in a creative and artistic way, and can provide a sense of catharsis and release. Whether it’s the pain of lost love or the loneliness of separation, sad shayaris are a powerful way to cope with the emotions of sadness and to find comfort in the midst of sorrow.
Tera Saath Hai Toh Mujhe Kya Kami Hai
Teri Har Husan Se Mili Mujhe Khushi Hai
Muskurate Raho Isi Tarah Hamesha Kyon ki
Teri iss Muskan Mein Meri Jaan Basi Hai.
Lafzon Me Kaise Samjhaoon Tumhein,
Apni Chahat Ka Isara.
Jab Dhadkane Bhi Tumhari Ho Gayi,
Aur Dil Bhi Tumhara.
Tum Ho Subah Shaam Ki Tarah.
Tum Ho Khushiyon Ka Paigam Ki Tarah.
Hamne Kab Bhulaya Hai Aapko.
Tum Yaad Rahte Ho Mujhe Mere Naam ki Tarah.
Tum Rakh Na Sakoge,
Mera Tohfa Sambhal Kar.
Warna Main Abhi De Doon,
Jism Se Rooh Nikalkar.
Humse Zyada Koi Bechein Kya Hoga
Humse Zyada Koi Betab Kya Hoga,
Yaadon Ko Bahon Me Lekar Soye Rahe,
Isse Jyada Unke Pyar Ka Jawab Kya Hoga.
Tumhein Mohabbat Kahan Thi ?
Tumhein To Sirf Aadat Thi.
Mohabbat Hoti To…
Hamara Pal Bhar Ka Bichhadna Bhi,
Tumhein Sukoon Se Jeene Nahi Deti
Naraz Hone Se Pehle Khata Bata Dena
Aansu Nikalne Se Pehle Hansna Sikha Dena
Agar Zindagi Me Mujhse Dur Jana Hai To
Pehle Bina Sans Liye Jina Sikha Dena.
Aapke Paas Waqt Nahi Hame Yaad Karne Ka
Bewaqt Hi Yaad Kar Liya Karo
Mana Aap Ke Paas Sari Duniya Hai
Kabhi Hamara Bhi Ahsas Kar Liya Karo.
Na Jane Wo Kaun Itna Haseen Hoga
Aapke Haath Me Jiska Naseeb Hoga
Koi Aapko Chahe Ye Koi Badi Baat Nahi
Jisko Aap Chaho Wo Khushnaseeb Hoga.
Unke Andar Kabhi Dekho To jara
Kaise Rote Hain Tanhai Me
Dusro Ko Khush Rakhne Wale.
Khuda Jaane Mohabbat Mein Kya Dastoor Hai
Humne JisKo Chaha Wo Humse Door Hai
Husn Waalo Mein Mohabbat Ki Kami Hoti Hai
Ya Fir Chahne Walo Ki Takdir Buri Hoti Hai.
Kal Mila Waqt To Zulfein Teri Suljha Doonga,
Aaj Uljha Hoon Zara Waqt Ko Sulajhane Mein,
Yun To Sulajh Jatee Hain Uljhi Zulfein,
Umar Kat Jati Hai Waqt Ko Sulajhane Mein.
Kaas Yeh Sapna Bhi Pura Ho Jaye
Hum Bhi Kisi ke Sapno Me Aa Jaye
Ho Hamara Bhi Jikra Unke Labo Par
Hum Bhi Unke Dil Me Bas Jaye.
Kabhi Kisi Se Pyaar Mat Karna
Ho Jaaye To Inkaar Mat Karna
Nibha Sako To Chalna Uski Raah Par
Varna Kisi Ki Zindagi Barbaad Mat Karna.
Pyar Wo Hain Jisme Sachai Sath Ho
Saathi Ki Har Baat Ka Ehsaas Ho
Uski Har Ada Par Naaz Ho
Dur Rehkar Bhi Pass Hone Ka Ehsaas Ho.
Dard Ko Na Dekho Dard Ki Nazron Se,
Dard Ko Bhi Dard Hota Hai.
Dard Ko Bhi Jaroorat Hai Pyaar Ki,
Akhir Pyaar Mein Dard Hi Toh Hum Dard Hota Hai.
Na Mujhe Yaad Rakhna
Na Baante Yaad Rakhna
Bas Dil ki Dili Tammana Hai
Bas Hamara Naam Zroor Yaad Rakhna.
Bahut Kuch Sikha Jati Hai Zindagi
Hasa ke Rula Jati Hain Zindagi
Jee Sako Jitna Utna Jee lo Dosto
Kyuki Bahut Kuch Baki Rah Jata Hai
Aur Khatm ho Jati Hain Zindagi.
Meri Tanhai Ka Mujhe Gila Nahi,
Kya Hua Jab koi Mujhe Mila Nahi.
Phir Bhi Dua Karenge Aapke Vaaste,
Aap Ko Wo Sab Mile Jo Mujhe Mila Nahi.
Jab bhi Dekhta hu Tumhe
Lagta hai ye Din Naya hai
Nigahein Tumko Dekhna Chahti hai
Mere Dilko ye kya hua hai.
Maine Kuchh Is Tarah Se Khud Ko Sambhala Hai
Tujhe Bhulane Ko Duniya Ka Bharam Pala Hai
Ab Kisi Se Muhabbat Main Kar Nahi Pata
Isee Saanche Me Ek Bewafa Ne Mujhe Dhhala Hai.
Hasrat Hai Sirf Tumhe Pane Ki,
Aur koi khawahish nahi is Dewane Ki,
Shikwa Mujhe Tumse Nahi Khuda Se Hai
Kya Zarurat Thi Tumhe Itna Khuubsurat Banane Ki.
Udas na hona hum aap ke sath hai
Nazar se door per dil ke pass hai
Palkon ko band ker ke dil se yaad karna
Hum hamesha ap ke liye ek ehsaas hai.
Jadu Hai Teri Har Ek Baat Me
Yaad Bahut Aate Ho Din Aur Raat Me
Kal Jab Dekha Tha Mene Sapna Raat Me
Tab Bhi Apka Hi Hath Tha Mere Hath Me.
Itni Mohabbat Na Kar Ki Bikhar Jaoon,
Thoda Rutha Bhi Kar Taki Sudhar Jaoon,
Agar Ho Jaye Khafa To Ho Jana Khata,
Par Itna Bhi Nahi Ki Mai Mar Jaoon.
Kitni Asani Se Wo Thukra Gaye Mujhe
Aansu Bana Ke Ankh Se Tapka Gaye Mujhe
Kaisa Ye Pyaar Kaisa Fareb Tha
Manzil Dikha Ke Jo Rah Se Bhatka Gaye.
Khubsurat Sa Ek Pal Kissa Banjata Hai,
Jane kab Kaun Zindagi ka Hissa Banjata Hai,
Kuch log Zindagi Me Milte Hain Aise,
Jinse Kabhi na Tutnewala Rishta Banjata Hai.
Har Bar Apki Salamti Ki Dua Karege
Teri Arzu Me Apni Hasti Fanah Karege
Tum Chahe Daman Bachalo Humse Lekin
Hum Marte Dum Tak Apse Wafa Karenge.
Muskan Ban Jata Hai Koi,
Dil Ki Dhadkan Ban Jata Hai Koi,
Kaise Jiye Ek Pal Bhi Un Ke Bin,
Jab Zindgi Jeene Ki Wajah Ban Jata Hai Koi.
Tum ho shubah sham ki tarah.
Tum ho khushiyo ke paigam ki tarah.
Hamne kab bhulaya hai aapko.
Tum yaad rahte ho mujhe mere naam ki tarah.
Jab Yaad Tumhari Aati Hai,
Dil Khun Ke Aansu Rota Hai,
Yeh Dard Denewala Kya Jane,
Dil Ka Dard Kaisa Hota Hai.
Na Tang Karo Hume Hum Sataye Huye Hai
Mohabbat Ka Gam Dil Pe Uthaye Huye Hai
Khilona Samajh Kar Yu Na Khelo Hum Se
Hum Bhi Usi Khuda Ke Banaye Huye Hai.
Aisa Bikul Mat Samjhna
Ye Sab Kismat ki Baat Hain
Main To Bus Itna Janta Hu
Mujhe Barbaad Karne Me
Bus Tumhara hi Hath hain.
I was playing back a thousand memories baby, thinking about everything we’ve been through.
People leave because it’s easier to walk away than to fight for what they really want.
Jindagi me har baar sahara nahi milata,
Koi pyaar se pyaara nahin milata,
Jo paas he use sambhaal ke rakho,
Kyon ki agar ek bar vah kho jaye,
To wo phir dobara nahi milata.
Mana Hum Haalaat Se Majbur Rehte Hai,
Phir Bhi Tere Khayalon Me Chur Rehte Hai,
Aakhon Mein Rehti Hai Tasveer Tumhari,
Kya Hua Jo Hum Tumse Door-Door Rehte Hai.
Socha The Tadpayenge Hum Unhe
Kis Or Ka Naam Lekar
Jalayenge Hum Unhe
Par Bhool Gaye The
Hamari Jaan To Unme Basti hain
To Phir Bhala Kaise Sataye Hum Unhe
Tum Rakh Na Sakoge,
Mera Tohfa Sambhal Kar
Warna Main Abhi De Doon,
Jism Se Rooh Nikalkar.
Love makes man so strong that he can win from the world… but, even weak, he is lost with that person
Khamosh Muhabbat Ka Ehsaas Hai Wo,
Mere Khwahish Mere Jajbat Hai Wo,
Aksar Ye Khyal Kyu Aata Hai Dil Mai
Meri Pahli Khoj Or Aakhiri Talash Hai Wo
Agar Thak Jaao Kabhi Toh Humse Kahna
Hum Utha Lenge Tumko Apni Baahon Mein
Aap Ek Baar Pyar Karke Toh Dekho Humse
Hum Khusiyan Bichha Denge Aapki Raahon Mein
If you trust someone
Else more than yourself
You will be the biggest joker
Kabhi Kisi Se Pyaar Mat Karna
Ho Jaaye To Inkaar Mat Karna
Nibha Sako To Chalna Uski Raah Par
Varna Kisi Ki Zindagi Barbaad Mat Karna
Sab se jyaada dard tab hota he,
Jab bina kisee galatee ke log
Hame galat samajh lete he,
Aur saath chhod dete he.
Emotional shayari for girlfriend
Wo Nadaan Hai Baatein Samajhte Nahi
Yeh Din Yeh Raatein Samjahte Nahi,
Main Paas Bhi Jaun To Darr Jaate Hain,
Main Dard Nahi Dawa Hun Samajhte Nahi.
Wafa Ka Dariya Kabhi Rukta Nahi
Ishq Me Aashiq Kabhi Jhukta Nahi
Sirf Teri Khuisyo Ke Khatir Chup Hu
Mohabbat Ke Kisi Kuch Samajhta Nah
Jab Dil Toota Hai To,
Har Koi Kehta Hai…
Tumhein Usse Bhi Achha Koi Milega.
Magar Koi Ye Nahi Jaanta
Jarurat Achhe Ki Nahi Hoti,
Uski Hoti Hai, Jisse Mohabbat Ho.
Some people came to share my sadness,
when I was happy, I got angry and walked ..
I was born without you
I can Fu*king live without you
Bahut Udas Hai Koi Tere Jane Se
Ho Sake To Laut Aa Kisi Bahane Se
Tu Lakh Khafa Sahi Magar Ek Baar To Dekh
Koi Toot Gaya Hai Tere Rooth Jane Se
Wo Nadaan Hai Baatein Samajhte Nahi
Yeh Din Yeh Raatein Samjahte Nahi,
Main Paas Bhi Jaun To Darr Jaate Hain,
Main Dard Nahi Dawa Hun Samajhte Nahi.
Wafa Ka Dariya Kabhi Rukta Nahi
Ishq Me Aashiq Kabhi Jhukta Nahi
Sirf Teri Khuisyo Ke Khatir Chup Hu
Mohabbat Ke Kisi Kuch Samajhta Nah
Jab Dil Toota Hai To,
Har Koi Kehta Hai…
Tumhein Usse Bhi Achha Koi Milega.
Magar Koi Ye Nahi Jaanta
Jarurat Achhe Ki Nahi Hoti,
Uski Hoti Hai, Jisse Mohabbat Ho.
Some people came to share my sadness,
when I was happy, I got angry and walked ..
I was born without you
I can Fu*king live without you
Bahut Udas Hai Koi Tere Jane Se
Ho Sake To Laut Aa Kisi Bahane Se
Tu Lakh Khafa Sahi Magar Ek Baar To Dekh
Koi Toot Gaya Hai Tere Rooth Jane Se
Emotional Shayari in english
Sirf Behad Chahne Se Kya Hota Hai?
Naseeb Bhi Hona Chahiye…
Kisi Ka Pyar Paane Ke Liye.
Bahut Chaha Usko Jise Hum Pa Na Sake,
Khayalon Me Kisi Aur Ko La Na Sake,
Usko Dekh Ke Aansoo To Ponchh Liye,
Lekin Kisi Auor Ko Dekh Ke Muskura Na Sake
Raat bhar ek baat zehan main chalti rahi,
wo khush hogi kahin aur ghar basane ke baad..!
Tum Dard main ho,
To ham kha khush reh payenge,
Hakikat to yehi hai,
Tumhare vger ham akele kha Zinda reh payenge..!
Kahan gye wo din jab saath main deron baatain hoti thi,
kahan gye wo din jab tum main hote the aur dooja koi nhi,
kahan ho tum ab aur ham kahan hain,
socho jara kis baat ke liye itni dooriyan hain..!
Gham hi mere hamsafar sahi,
ham tanha raaston ke musafir sahi,
jab dil toot hi gya to chaahat ka kya rona,
jo hua hi nhi hamara uske liye kya rona..!
Tum gar smaj lete pyar kya hota hai,
To pta chalta intzar kya hota hai,
Fasslon main gar gire hote,
To kreeb se dekh paate,
Wo pass ane ki mehak, door Jane ki kasak,
Kaha is dil pe apna ikhtiyar hota hai,
Hai to ishak ek dariya jismain tair jane main nhi doob Jane main karar hota hai..!
Ghav bhar jane main thoda waqt lagta,
Mausmain bahar aa jane main kaha waqt lagta hai,
Ghav bhar hi jaate hain thoda waqt lgta hai,
Yuhi umeedain zinda rakhna dilon main,
Kati huyi tejniyo ko bhi dubara khilne main thoda waqt lagta hai..!
Wo din laut ke koi la de to ehsan mand rahenge,
Zindagi beete phir se un lahmon ko kaid krenge..!
Mujhe zinda karde karde jan juda hone se pehle,
Aja milja saanse juda hone pehle..!
Hamne kaha kisi ke kal se jawab manga hai,
Hamne kaha kisi ache ya bure hone ka hisab manga hai,
Ye hain to wohi log hain jo apke ke waqt ke hisab se apni adtain badal jatain hai,
Inke liye ap hote huye bhi nahi hote,
apke sath hone Par swal uthate hain,
Aur apke chale Jane par aansu bahate hain..!
Adhure khuaabon ka peecha karna chhodh diya hamne,
adhure khayalon ki parwah karna chhodh diya diya hamne,
tumhain jana hai to ja sakti ho door hamse,
jo rishtaa dard ki wajah ban jaye,
usse taaluk todh diya ab hamne..!
Bahaut taklif dete hai wo jakham
jo bina kisi kasoor ke mile ho
Kamal ki mohabbat thi use mujhse
khud hi shuru hui or khud hi khatam ho gayi
Apni tanhahai se bate kar lete hai ham
tujhse bate karke bhi akele hi the ham
Dard Ki Shiddat Ko Kam Kijiye,
Gale Laga Kar Dum Kijiye.
Suna Hai Har Baat Ka Jawab Rakhte Ho Tum,
Kya Dard e Dil Ka Bhi Ilaaj Rakhte Ho Tum
Bazam e Wafa Mein Apni Gareebi Na Pooch,
Ek Dard e Dil Hai Woh Bhi Kisi Ka Diya Hua.
Aur Bhi Karta Hai Dard Mein Izaafa,
Mere Hote Huye Gairon Ka Dilasa.
Wohi Mehsus Karte Hain Saza Dard e Dil Ki,
Jo Apne Se Zyada Kisi Se Mohabbat Karte Hai.
Khamoshiyan Kar Dein Bayaan Toh Alag Baat Hai,
Kuch Dard Hain Jo Lafzon Mein Utaare Nahi Jaate.
Be Inteha Pyar Kia Tha Be Inteha Chahat Ke Sath,
Be Wajah Chor Diya Tumne Be Inteha Dard Ke Sath.
Mohbbat ka hisab kya krna
Kambkht dard bhi behisab deti h.
Nahi Ishq Ka Dard Lazzat Se Khaali,
Jissey sauq Hai Woh Maza Jaanta Hai
Dard Ho Dil Mein Toh Dawa Kijiye,
Dil Hee Jab Dard Ho Toh Kya Kijiye.
Har Zakham Ki Aagosh Mein Hai Dard Tumhara,
Har Dard Mein Taskeen Ka Ehsas Bhi Tum Ho.
Mere Chehre Se Mera Dard Na Parh Paoge Wasi,
Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskura Dena.
Bari Shifaa Hai Tere Ishq Mein Jaana,
Jab Se Hua Hai Koi Dusra Dard Nahi Hota.
Hai aarzoo meri bhi k koi humdard ho,
Smjh sake bin bole hi Jo mere dard ko.
Bahut Juda Hai Auron Se Mere Dard Ki Kaifiyat,
Zakham Ka Koi Nishaan Nahi Aur Takleef Ki Koi Inteha Nah
Aukat Se Zyada Mohabbat Kar Lee,
Isliye Bardasht Se Zyada Dard Mila.
Dard Hadhon Ko Choo Jaye Toh,
Aankh Mein Aansu Jam Jaate Hain
Kon kehta hai ki sirf Nafrat me he dard h,
Had se jyada mohobbat bhi dard deti h.
Dard sab ke dilo me hai Farak bas itna hai,Koi likh ra hai to koi padh raha hai.
Hota nahi ab bardasht yeh mera dard mujh se.
Ya tu baksh de gunah mere ya mujh ko saz- e -mout de.
Wohi Mehsoos Karte Hain Saza Dard e Dil Ki,
Jo Apne Se Zyada Kisi Se Mohabbat Karte Hain.
Dard sehne ki itni adat si ho gai hai
Ki ab dard na mile to dard hota hai.
Wo Shayar Hote Hain Jo Shayari Likhte Hain,
Ham To Badnaam muhabbat Se Log Hain Sirf Dard Likhte Hain.
Mujhe siwa dard k kuch nahi aata,
Aata hai tera khyal magar nai aata.
Dil ke sab dard bhula kar muskurana sikhiye,
Apne dard ki numaish karna ab chhodiye.
Kash Use Chahne Ka Arman Na Hota, Main Hosh Mein Rehte Hue Anjan Na Hota, Na Pyar Hota Kisi Pathar Dil Se Hum Ko, Ya Koi Pathar Dil Insaan Na Hota
Tanhai Mere Dil Mein Samati Chali Gayi, Kismat Bhi Apna Khel Dikhati Chali Gayi, Mehkti Fiza Kee Khushbu Mein Jo DekhaPyaar Ko, Bas Yaad Unki Kee Aayi Aur Rulati Chali Gayi
Mausam ki nazakat hai, Hasraton ne pukara hai, Kaise kahen ke kitna miss karte hain, Yeh sms usi yaad ka ek ishara hai
Ek Pal Bhi Chain Na Aaye To Kya Karu, Har Pal Teri Yaad Sataye To Main Kya Karu, Kehte Hain Ki Kanto Par Bhi Neend Aa Jati Hai, Mere Ashq Mujhe Raat Bhar Jagayein To Main Kya Karu
Akasr jab hum unko yaad karte hai, Apne rab se yahi faryaad karte hai, Umar hamari bhi lag jaye unko, Kyoki hum unko khud se zyada pyar kaarte hai
Teri mohbbat me mai divana ho gya hoon. nahi rahti ab khud ki khabr khud se begana ho gya hoon.
Agar tum us waqt muskurate ho, jis waqt tum pooori trh se toot chuke ho, to yakeen mano to tumhe duniya me koi nhi tod sakta hai.
. Insaniyat bhut bada khazana hai, insaniyat ko humesha libas me nhi insaan me dhoondha kro.
Mila tha kudrat se ek dil jo tujhe par kurbaan kar diya, aur agar hazaro bhi mile hote to bhi tujhe par hi kurbaan hain.
Mohabbat mein nahi hai farq jeene aur marne ka,
Usi ko dekh kar jeete hai jis kafir pe dam nikle!
Kitna khauf hota hai sham ke andhere mein,
Puch un parindo se jinke ghar nahi hote.
Hum ne mohabbat ke nashe mein aa kar usse khuda bana dala;
Hosh tab aaya jab us ne kaha ke khuda kisi ek ka nahi hota!
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai,
Aakhir iss dard ki dawa kya hai!
Unn ke dekhne se jo aati hai munh par raunaq,
Woh samajhte hain ki bimaar ka haal achcha hai!
Tere waade par jiye hum to yeh jaan jhoot jana,
Ki khushi se marr na jaate agar eitbaar hota!
Ishq ne ‘Ghalib’ nikamma kar diya,
Varna hum bhi aadmi the kaam ke.
Na tha kuch toh khuda tha,
Kuch na hota toh khuda hota.
Duboyaa mujh ko hone ne,
Na hota main toh kya hota!
Maze jahaan ke apni nazaar main khak nahi,
Siwaa-e-khoon-e-jigar so jigar mein khaak nahin!
Ishrat-e-qatra har dar’ya mein fanaa ho jaana,
Dard ka hadd se guzarna hai dawa ho jaana.